urdu/hindi gazal उर्दू हिन्दी गजल
Sapno me nhi hakikat me dekha hai
Uska chehra mene janannat me dekha hai.
Kuch tir-o-labz jo lage the mere dil per
Uske nissan tir-o-tarkash per dekha hai.
Uski sangat me gulab murjhe nhi kabhi
Baagh ki badalti kismat ko dekha hai.
Jo lage Jese surahi ho gla uska
Aakho se logo ko pani bharte dekha hai.
vo jo nikle raah me uske
Rahgiron ko rasta badalte dekha hai.
Rangeen mizaz khushhaal log or uski khooshboo
Wah
ReplyDelete:)
DeleteWaah bahot hi khoob
ReplyDeletethank you for your comment.
Delete